Koshish Karne Walon Ki Lyrics

Koshish Karne Walon Ki Lyrics - Dubkiyan sindhu mein gotakhor lagata hai, ja ja kar khali haath lautkar aata hai milte nahi sahaj hi moti gehre paani mein, badhta dugna utsah kuch kiye bina hi jai jaikar nahin hoti, koshish karne walon ki haar nahin hoti.